Nazar jab usse milti thi, main khud ko bhool jati thi,
Bas ek dhadkan dhadakti thi, main dil ko bhool jati thi.
Use milne se pehle main bohat sajti sanwarti thi,
Magar jab wo sanwarta tha main khud ko bhool jati thi.
Main aksar ye hi kehti thi main tumse pyar karti hoon,
Magar jab wo ye kehta tha, main duniya bhool jati thi.

No comments:
Post a Comment