Mohabbat
Kisi ne nahi jana kya cheez hai mohabbat
Dil ki gehrai hai ya zindagi hai mohabbat
Humne bhi kab jana tha jab lagayi thi ye lagan
Ho jayegi azeez hamare liye mohabbat
pehla socha karte the kya marz hai ye
kisi ki baddua hai ya kisi ki dua hai mohabbat
Roz milte hain dil phir bichad jate hain kuch palo ke baad
Kya samajhte hain wo kya koi khel hai mohabbat
mujhse kehte hain kuch log, bohat pyari hai ye
kisi ko apna kehne ka ehsaas hai ye
Itni badi baatein karte hain woh
kya khud nibha payein hain mohabbat

goooood yaar kya baat hai
ReplyDeleteacha likha hai tum to poori poet ho gyi ho
lekin tumhari fikr bdh gyi ise pdhkar
किसी को अपना कहने का एहसास है ये महोब्बत्त...
ReplyDeleteबहुत अच्छा लिखा है आपने...
nice yaar...
ReplyDeletelast 2 lines have lot of meaning....
ReplyDelete